December 12, 2009 at 6:34 pm (Poetry)
Tags: Ahmad Faraz, ahmed, Ahmed Faraz Shayari, faraz, Shayari, urdu, urdu poetry
Tags: Ahmad Faraz, ahmed, Ahmed Faraz Shayari, faraz, Shayari, urdu, urdu poetry
Raazdaro se bachkar chalta hoon
ghamghusaaron se bachkar chalta hoon
mujhko dhoka diya sahaaron ne
ab sahaaron se bachkar chalta hoon
==
ghamghusaaron se bachkar chalta hoon
mujhko dhoka diya sahaaron ne
ab sahaaron se bachkar chalta hoon
==
shab-e-gham ki seher nahih hoti
ho bhi to mere ghar nahin hoti
zindagi tu hi mukhtasar ho ja
shab-e-gham mukhtasar nahin hoti
==
maine masoom baharon mein tumhe dekha hai
main puurnoor sitaron mein tumhe dekha hai
mere mehboob tere parda nasheeni ki kassam
main ashqon ki kataroon mein tumhe dekha hai
Aashiqui be dili se mushkil hai Ahmed Faraz

No comments:
Post a Comment